wo pani bharne chali ek jawan pansari
vo paanī bharne chalī ik javān pansārī
vo gore Taḳhnoñ pe pāzeb chhanchhanātī hai
ġhazab ġhazab ki mire dil kī sard raakh se phir
kisī kī taptī javānī kī aañch aatī hai
wo pani bharne chali ek jawan pansari
wo gore TaKHnon pe pazeb chhanchhanati hai
ghazab ghazab ki mere dil ki sard rakh se phir
kisi ki tapti jawani ki aanch aati hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 164)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.