har tanz kiya jae har ek tana diya jae
har tanz kiyā jaa.e har ik ta.ana diyā jaa.e
kuchh bhī ho par ab hadd-e-adab meñ na rahā jaa.e
tārīḳh ne qaumoñ ko diyā hai yahī paiġhām
haq māñgnā tauhīn hai haq chhīn liyā jaa.e
har tanz kiya jae har ek tana diya jae
kuchh bhi ho par ab hadd-e-adab mein na raha jae
tariKH ne qaumon ko diya hai yahi paigham
haq mangna tauhin hai haq chhin liya jae
- Book : shayad (Pg. 158)
- Author : Jaun Ailiya
- Publication : Kitabi Duniya, Turkman Gate, Delhi (2008)
- Edition : 2008
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.