Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Faiz Ludhianvi

1911 - 1995 | Lahore, Pakistan

Sher of Faiz Ludhianvi

nayā hai to dikhā sub.h na.ī shaam na.ī

varna in āñkhoñ ne dekhe haiñ na.e saal ka.ī

tu naya hai to dikha subh nai sham nai

warna in aankhon ne dekhe hain nae sal kai

aql gum hai dil pareshāñ hai nazar betāb hai

justujū se bhī nahīñ miltā surāġh-e-zindagī

aql gum hai dil pareshan hai nazar betab hai

justuju se bhi nahin milta suragh-e-zindagi

ġharībī kis balā naam hai un balā jaane

ḳhudā hai jin daulat jin sheva zar-parastī hai

gharibi kis bala ka nam hai un ki bala jaane

KHuda hai jin ki daulat jin ka shewa zar-parasti hai

Recitation

Speak Now