Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

huwal-ishq

Shahram Sarmadi

huwal-ishq

Shahram Sarmadi

vo 'sārā'-ahmadī daf-navāzī

aur vo ishq-e-maulvī

phir yuuñ huā

vo tak-tak-e-daf

mahv hotī rahī thiiñ

haq haq-e-haq meñ

ye faizān-e-nigāh-e-'shams' thā

jazb-e-qalb-e-maulvī thā

ba.ad-azāñ

jo kuchh bhī thā vo sarmadī thā

wo 'sara'-ahmadi ki daf-nawazi

aur wo ishq-e-maulwi

phir yun hua

wo tak-tak-e-daf

mahw hoti ja rahi thin

haq haq-e-haq mein

ye faizan-e-nigah-e-'shams' tha ya

jazb-e-qalb-e-maulwi tha

baad-azan

jo kuchh bhi tha wo sarmadi tha

Source :
  • Book : Na Mau'ud (Pg. 59)

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now