Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lakDi ki kaThi

Gulzar

lakDi ki kaThi

Gulzar

MORE BYGulzar

    lakḌī kāThī kāThī pe ghoḌā

    ghoḌe dum pe jo maarā hathauḌā

    dauḌā dauḌā dauḌā ghoḌā dum uThā ke dauḌā

    ghoḌā pahuñchā chauk meñ chauk meñ thā naa.ī

    ghoḌe naa.ī ne hajāmat jo banā.ī

    dauḌā dauḌā dauḌā ghoḌā dum uThā ke dauḌā

    ghoḌā thā ghamanDī pahuñchā sabzī manDī

    sabzī manDī barf paḌī thī barf meñ lag ga.ī ThanDī

    dauḌā dauḌā dauḌā ghoḌā dum uThā ke dauḌā

    ghoḌā apnā tagḌā hai dekho kitnī charbī hai

    chaltā hai mehraulī meñ par ghoḌā apnā arabī hai

    haath chhuḌā ke dauḌā ghoḌā dum uThā ke dauḌā

    lakḌī kāThī kāThī pe ghoḌā

    ghoḌe dum pe jo maarā hathauḌā

    dauḌā dauḌā dauḌā ghoḌā dum uThā ke dauḌā

    lakDi ki kaThi kaThi pe ghoDa

    ghoDe ki dum pe jo mara hathauDa

    dauDa dauDa dauDa ghoDa dum uTha ke dauDa

    ghoDa pahuncha chauk mein chauk mein tha nai

    ghoDe ji ki nai ne hajamat jo banai

    dauDa dauDa dauDa ghoDa dum uTha ke dauDa

    ghoDa tha ghamanDi pahuncha sabzi manDi

    sabzi manDi barf paDi thi barf mein lag gai ThanDi

    dauDa dauDa dauDa ghoDa dum uTha ke dauDa

    ghoDa apna tagDa hai dekho kitni charbi hai

    chalta hai mehrauli mein par ghoDa apna arabi hai

    hath chhuDa ke dauDa ghoDa dum uTha ke dauDa

    lakDi ki kaThi kaThi pe ghoDa

    ghoDe ki dum pe jo mara hathauDa

    dauDa dauDa dauDa ghoDa dum uTha ke dauDa

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now