Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHuda jaanta hai

Aadil Aseer Dehlvi

KHuda jaanta hai

Aadil Aseer Dehlvi

ḳhudā ye bāteñ ḳhudā jāntā hai

nikaltā hai mashriq se kis tarah sūraj

falak par chamaktā hai ye chāñd kyūñkar

kahāñ se samundar meñ aate haiñ tūfāñ

ujālā hai kaisā ye shams-o-qamar par

ḳhudā ye bāteñ ḳhudā jāntā hai

bahāroñ gul ko patā kis tarah hai

adā ġhunchoñ ko ye chaTakne kyoñ

kahāñ se hai aayā ḳhizāñ ye mausam

ghaTā ko ye ḳhūbī barasne kyoñ

ḳhudā ye bāteñ ḳhudā jāntā hai

KHuda ki ye baaten KHuda jaanta hai

nikalta hai mashriq se kis tarah suraj

falak par chamakta hai ye chand kyunkar

kahan se samundar mein aate hain tufan

ujala hai kaisa ye shams-o-qamar par

KHuda ki ye baaten KHuda jaanta hai

bahaaron ka gul ko pata kis tarah hai

ada ghunchon ko ye chaTakne ki kyon di

kahan se hai aaya KHizan ka ye mausam

ghaTa ko ye KHubi barasne ki kyon di

KHuda ki ye baaten KHuda jaanta hai

Source :

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now