Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pahli baat hi aaKHiri thi

Muneer Niyazi

pahli baat hi aaKHiri thi

Muneer Niyazi

pahlī baat āḳhirī thī

is se aage baḌhī nahīñ

Darī huī koī bel thī jaise

puure ghar pe chaḌhī nahīñ

Dar kyā thā kah dene meñ

khul kar baat jo dil meñ thī

ās-pās koī aur nahīñ thā

shaam thī na.ī mohabbat

ek jhijak saath rahī kyuuñ

qurb sā.at-e-hairāñ meñ

had se aage baḌhne

phail ke us tak jaane

us ke ghar par chaḌhne

pahli baat hi aaKHiri thi

is se aage baDhi nahin

Dari hui koi bel thi jaise

pure ghar pe chaDhi nahin

Dar hi kya tha kah dene mein

khul kar baat jo dil mein thi

aas-pas koi aur nahin tha

sham thi nai mohabbat ki

ek jhijak si sath rahi kyun

qurb ki saat-e-hairan mein

had se aage baDhne ki

phail ke us tak jaane ki

us ke ghar par chaDhne ki

Source :
  • Book : kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 681)

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now