Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka

Allama Iqbal

kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka

Allama Iqbal

kyā ishq ek zindagī-e-musta.ār

kyā ishq pā.edār se nā-pā.edār

vo ishq jis sham.a bujhā de ajal phūñk

us meñ maza nahīñ tapish o intizār

merī bisāt kyā hai tab-o-tāb-e-yak-nafas

sho.ala se be-mahal hai ulajhnā sharār

kar pahle mujh ko zindagī-e-jāvedāñ atā

phir zauq o shauq dekh dil-e-be-qarār

kāñTā vo de ki jis khaTak lā-zavāl ho

yā-rab vo dard jis kasak lā-zavāl ho

kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka

kya ishq paedar se na-paedar ka

wo ishq jis ki shama bujha de ajal ki phunk

us mein maza nahin tapish o intizar ka

meri bisat kya hai tab-o-tab-e-yak-nafas

shoala se be-mahal hai ulajhna sharar ka

kar pahle mujh ko zindagi-e-jawedan ata

phir zauq o shauq dekh dil-e-be-qarar ka

kanTa wo de ki jis ki khaTak la-zawal ho

ya-rab wo dard jis ki kasak la-zawal ho

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now