Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yahi justuju ka kamal hai yahi aagahi ki talash hai

Matin Niazi

yahi justuju ka kamal hai yahi aagahi ki talash hai

Matin Niazi

yahī justujū kamāl hai yahī āgahī talāsh hai

use samho apnī talāsh tum jo tumheñ kisī talāsh hai

yahī aa.ina hai vo ā.īna jo liye hai jalva-e-āgahī

ye jo shā.erī shu.ūr hai ye payambarī talāsh hai

vo masarratoñ hujūm kyā jo tavāf-e-ishq-o-tarab kare

vo ḳhushī jo auroñ ko de sakūñ mujhe us ḳhushī talāsh hai

ye jo pastiyāñ haiñ uruuj ye tabāhiyāñ jo haiñ zehn

koī rāhbar hai to aa.e phir unheñ rāhbarī talāsh hai

mirī zindagī mirī shā.erī hai haqīqatoñ ik ā.īna

ye 'matīn' ġham jo aziiz hai ye mirī kabhī talāsh hai

yahi justuju ka kamal hai yahi aagahi ki talash hai

use samho apni talash tum jo tumhein kisi ki talash hai

yahi aaina hai wo aaina jo liye hai jalwa-e-agahi

ye jo shaeri ka shuur hai ye payambari ki talash hai

wo masarraton ka hujum kya jo tawaf-e-ishq-o-tarab kare

wo KHushi jo auron ko de sakun mujhe us KHushi ki talash hai

ye jo pastiyan hain uruj ki ye tabahiyan jo hain zehn ki

koi rahbar hai to aae phir unhen rahbari ki talash hai

meri zindagi meri shaeri hai haqiqaton ka ek aaina

ye 'matin' gham jo aziz hai ye meri kabhi ki talash hai

Source :
  • Book : Fikr-e-mateen (Pg. 135)
  • Author : Dr. Mateen Niyazi
  • Publication : Dr. Mateen Niyazi (1986)
  • Edition : 1986
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now