Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yahan kisi ko bhi kuchh hasb-e-arzu na mila

Zafar Iqbal

yahan kisi ko bhi kuchh hasb-e-arzu na mila

Zafar Iqbal

MORE BYZafar Iqbal

    yahāñ kisī ko bhī kuchh hasb-e-ārzū na milā

    kisī ko ham na mile aur ham ko na milā

    ġhazāl-e-ashk sar-e-sub.h dūb-e-mizhgāñ par

    kab aañkh apnī khulī aur lahū lahū na milā

    chamakte chāñd bhī the shahr-e-shab ke aivāñ meñ

    nigār-e-ġham magar koī sham.a-rū na milā

    unhī ramz chalī hai galī galī meñ yahāñ

    jinheñ udhar se kabhī izn-e-guftugū na milā

    phir aaj mai-kada-e-dil se lauT aa.e haiñ

    phir aaj ham ko Thikāne ham-sabū na milā

    yahan kisi ko bhi kuchh hasb-e-arzu na mila

    kisi ko hum na mile aur hum ko tu na mila

    ghazal-e-ashk sar-e-subh dub-e-mizhgan par

    kab aankh apni khuli aur lahu lahu na mila

    chamakte chand bhi the shahr-e-shab ke aiwan mein

    nigar-e-gham sa magar koi shama-ru na mila

    unhi ki ramz chali hai gali gali mein yahan

    jinhen udhar se kabhi izn-e-guftugu na mila

    phir aaj mai-kada-e-dil se lauT aae hain

    phir aaj hum ko Thikane ka ham-sabu na mila

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Zafar Iqbal

    Zafar Iqbal

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    yahan kisi ko bhi kuchh hasb-e-arzu na mila Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now