Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muztarib dil ki kahani aur hai

Fasih Akmal

muztarib dil ki kahani aur hai

Fasih Akmal

muztarib dil kahānī aur hai

koī lekin us saanī aur hai

us āñkheñ dekh kar ham par khulā

ye shu.ūr-e-hukmarānī aur hai

ye jo qātil haiñ unheñ kuchh mat kaho

is sitam koī baanī aur hai

'umr bhar tum shā.irī karte raho

zaḳhm-e-dil tarjumānī aur hai

hausla TuuTe na rāh-e-shauq meñ

ġham aisī mezbānī aur hai

mudda'ā iz.hār se khultā nahīñ

ye zabān-e-be-zabānī aur hai

aa.ine ke sāmne baiThā hai kaun

aaj manzar par javānī aur hai

muztarib dil ki kahani aur hai

koi lekin us ka sani aur hai

us ki aankhen dekh kar hum par khula

ye shuur-e-hukmarani aur hai

ye jo qatil hain unhen kuchh mat kaho

is sitam ka koi bani aur hai

'umr bhar tum shairi karte raho

zaKHm-e-dil ki tarjumani aur hai

hausla TuTe na rah-e-shauq mein

gham ki aisi mezbani aur hai

mudda'a izhaar se khulta nahin

ye zaban-e-be-zabani aur hai

aaine ke samne baiTha hai kaun

aaj manzar par jawani aur hai

RECITATIONS

Fasih Akmal

Fasih Akmal,

Fasih Akmal

muztarib dil ki kahani aur hai Fasih Akmal

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now