Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri ana mere dushman ko taziyana hai

Asad Badayuni

meri ana mere dushman ko taziyana hai

Asad Badayuni

mirī anā mire dushman ko tāziyāna hai

isī charāġh se raushan ġharīb-ḳhāna hai

maiñ ik taraf huuñ kisī kunj-e-kam-numā.ī meñ

aur ek samt jahāñ-dāri-e-zamāna hai

ye tā.eroñ qatāreñ kidhar ko jaatī haiñ

na koī daam bichhā hai kahīñ na daana hai

abhī nahīñ hai mujhe maslahat dhuup ḳhauf

abhī to sar pe baġhāvat shāmiyāna hai

mirī ġhazal meñ rajaz hai ghan-garaj to kyā

suḳhan-varī bhī to kār-e-sipāhiyāna hai

meri ana mere dushman ko taziyana hai

isi charagh se raushan gharib-KHana hai

main ek taraf hun kisi kunj-e-kam-numai mein

aur ek samt jahan-dari-e-zamana hai

ye taeron ki qataren kidhar ko jati hain

na koi dam bichha hai kahin na dana hai

abhi nahin hai mujhe maslahat ki dhup ka KHauf

abhi to sar pe baghawat ka shamiyana hai

meri ghazal mein rajaz ki hai ghan-garaj to kya

suKHan-wari bhi to kar-e-sipahiyana hai

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

meri ana mere dushman ko taziyana hai Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now