Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

log kahte hain ki tu ab bhi KHafa hai mujhse

Jan Nisar Akhtar

log kahte hain ki tu ab bhi KHafa hai mujhse

Jan Nisar Akhtar

log kahte haiñ ki ab bhī ḳhafā hai mujh se

terī āñkhoñ ne to kuchh aur kahā hai mujh se

haa.e us vaqt ko kosūñ ki duā duuñ yaaro

jis ne har dard mirā chhīn liyā hai mujh se

dil ye haal ki dhaḌke chalā jaatā hai

aisā lagtā hai koī jurm huā hai mujh se

kho gayā aaj kahāñ rizq dene vaalā

koī roTī jo khaḌā maañg rahā hai mujh se

ab mire qatl tadbīr to karnī hogī

kaun raaz hai terā jo chhupā hai mujh se

log kahte hain ki tu ab bhi KHafa hai mujh se

teri aankhon ne to kuchh aur kaha hai mujh se

hae us waqt ko kosun ki dua dun yaro

jis ne har dard mera chhin liya hai mujh se

dil ka ye haal ki dhaDke hi chala jata hai

aisa lagta hai koi jurm hua hai mujh se

kho gaya aaj kahan rizq ka dene wala

koi roTi jo khaDa mang raha hai mujh se

ab mere qatl ki tadbir to karni hogi

kaun sa raaz hai tera jo chhupa hai mujh se

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

log kahte hain ki tu ab bhi KHafa hai mujhse Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now