Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi had nahin hai kamal ki

Muneer Niyazi

koi had nahin hai kamal ki

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    koī had nahīñ hai kamāl

    koī had nahīñ hai jamāl

    vahī qurb o duur manzileñ

    vahī shaam ḳhvāb-o-ḳhayāl

    na mujhe us pata koī

    na use ḳhabar mire haal

    ye javāb merī sadā hai

    ki sadā hai us ke savāl

    ye namāz-e-asr vaqt hai

    ye ghaḌī hai din ke zavāl

    vo qayāmateñ jo guzar ga.iiñ

    thiiñ amānateñ ka.ī saal

    hai 'munīr' terī nigāh meñ

    koī baat gahre malāl

    koi had nahin hai kamal ki

    koi had nahin hai jamal ki

    wahi qurb o dur ki manzilen

    wahi sham KHwab-o-KHayal ki

    na mujhe hi us ka pata koi

    na use KHabar mere haal ki

    ye jawab meri sada ka hai

    ki sada hai us ke sawal ki

    ye namaz-e-asr ka waqt hai

    ye ghaDi hai din ke zawal ki

    wo qayamaten jo guzar gain

    thin amanaten kai sal ki

    hai 'munir' teri nigah mein

    koi baat gahre malal ki

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mehdi Hasan

    Mehdi Hasan

    Iqbal Bano

    Iqbal Bano

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    koi had nahin hai kamal ki Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now