Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitne KHwab sameTe koi kitne dard kamaega

Rana Amir Liyaqat

kitne KHwab sameTe koi kitne dard kamaega

Rana Amir Liyaqat

MORE BYRana Amir Liyaqat

    kitne ḳhvāb sameTe koī kitne dard kamā.egā

    paimāne had hotī hai āḳhir bhar jā.egā

    aadhe ghar meñ maiñ hotā huuñ aadhe ghar meñ tanhā.ī

    kaun chiiz kahāñ rakh hai kaun mujhe batlā.egā

    pyaar ik aisā kaasa hai jis gahrā.ī mat pūchho

    jitne sikke Dāloge itnā ḳhālī rah jā.egā

    kitne KHwab sameTe koi kitne dard kamaega

    paimane ki had hoti hai aaKHir bhar hi jaega

    aadhe ghar mein main hota hun aadhe ghar mein tanhai

    kaun si chiz kahan rakh di hai kaun mujhe batlaega

    pyar ek aisa kasa hai jis ki gahrai mat puchho

    jitne sikke Daloge itna KHali rah jaega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now