Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kai andheron ke milne se raat banti hai

Tarkash Pradeep

kai andheron ke milne se raat banti hai

Tarkash Pradeep

ka.ī añdheroñ ke milne se raat bantī hai

aur is ke ba.ad charāġhoñ baat bantī hai

kare jo koī to mismār nahīñ hotī

na jaane kaun se miTTī zaat bantī hai

banātā huuñ maiñ tasavvur meñ us chehra magar

har ek baar na.ī kā.enāt bantī hai

akele koī banā nahīñ sakā mujh ko

koī banā.e to tanhā.ī saath bantī hai

kai andheron ke milne se raat banti hai

aur is ke baad charaghon ki baat banti hai

kare jo koi to mismar hi nahin hoti

na jaane kaun se miTTi ki zat banti hai

banata hun main tasawwur mein us ka chehra magar

har ek bar nai kaenat banti hai

akele koi bana hi nahin saka mujh ko

koi banae to tanhai sath banti hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now