Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

idhar ki aaegi ek rau udhar ki aaegi

Rajinder Manchanda Bani

idhar ki aaegi ek rau udhar ki aaegi

Rajinder Manchanda Bani

idhar aa.egī ik rau udhar aa.egī

ki mere saath to miTTī safar aa.egī

Dhalegī shaam jahāñ kuchh nazar na aa.egā

phir is ke ba.ad bahut yaad ghar aa.egī

na koī ke use dukh mire sunā.egā

na kaam dostī ab shahr bhar aa.egī

abhī buland rakho yaaro āḳhirī mash.al

idhar to pahlī kiran kyā sahar aa.egī

kuchh aur moḌ guzarne der hai baanī

sadā na gard kisī ham-safar aa.egī

idhar ki aaegi ek rau udhar ki aaegi

ki mere sath to miTTi safar ki aaegi

Dhalegi sham jahan kuchh nazar na aaega

phir is ke baad bahut yaad ghar ki aaegi

na koi ja ke use dukh mere sunaega

na kaam dosti ab shahr bhar ki aaegi

abhi buland rakho yaro aaKHiri mashal

idhar to pahli kiran kya sahar ki aaegi

kuchh aur moD guzarne ki der hai bani

sada na gard kisi ham-safar ki aaegi

Source :
  • Book : Kulliyat-e-bani (Pg. 93)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now