dard se yun mudafat kaisi
dard se yuuñ mudāfa'at kaisī
dhuup kī bhī muḳhālifat kaisī
mausam-e-hijr ab muqaddar hai
mausamoñ kī munāsibat kaisī
ye mirī aañkh bhī to patthar hai
pattharoñ se muzāhimat kaisī
gum-shuda hai nishān manzil kā
rāstoñ kī muḳhālifat kaisī
dard se yun mudafa'at kaisi
dhup ki bhi muKHalifat kaisi
mausam-e-hijr ab muqaddar hai
mausamon ki munasibat kaisi
ye meri aankh bhi to patthar hai
pattharon se muzahimat kaisi
gum-shuda hai nishan manzil ka
raston ki muKHalifat kaisi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.