Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamare bare mein kya kya na kuchh kaha hoga

Aashufta Changezi

hamare bare mein kya kya na kuchh kaha hoga

Aashufta Changezi

MORE BYAashufta Changezi

    hamāre baare meñ kyā kyā na kuchh kahā hogā

    chaleñge saath to duniyā sāmnā hogā

    vo ek shaḳhs jo patthar uThā ke dauḌā thā

    zarūr ḳhvāb kaḌiyāñ milā rahā hogā

    hamāre baad ik aisā bhī daur aa.egā

    vo ajnabī rahegā jo tīsrā hogā

    ḳhizāñ-pasand hameñ DhūñDne ko nikle haiñ

    hamāre dard qissa kahīñ sunā hogā

    jo har qadam pe mire saath saath rahtā thā

    zarūr koī na koī to vāstā hogā

    nahīñ hai ḳhauf koī rahbaroñ se 'āshufta'

    hamāre saath shikastoñ qāfilā hogā

    hamare bare mein kya kya na kuchh kaha hoga

    chalenge sath to duniya ka samna hoga

    wo ek shaKHs jo patthar uTha ke dauDa tha

    zarur KHwab ki kaDiyan mila raha hoga

    hamare baad ek aisa bhi daur aaega

    wo ajnabi hi rahega jo tisra hoga

    KHizan-pasand hamein DhunDne ko nikle hain

    hamare dard ka qissa kahin suna hoga

    jo har qadam pe mere sath sath rahta tha

    zarur koi na koi to wasta hoga

    nahin hai KHauf koi rahbaron se 'ashufta'

    hamare sath shikaston ka qafila hoga

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now