Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

guman yahi hai ki dil KHud udhar ko jata hai

Ahmad Faraz

guman yahi hai ki dil KHud udhar ko jata hai

Ahmad Faraz

gumāñ yahī hai ki dil ḳhud udhar ko jaatā hai

so shak fā.eda us nazar ko jaatā hai

hadeñ vafā bhī āḳhir havas se miltī haiñ

ye rāsta bhī idhar se udhar ko jaatā hai

ye dil dard to umroñ rog hai pyāre

so jaa.e bhī to pahar do pahar ko jaatā hai

ye haal hai ki ka.ī rāste haiñ pesh-e-nazar

magar ḳhayāl tirī rah-guzar ko jaatā hai

'anvarī' hai na 'ġhālib' to phir ye kyuuñ hai 'farāz'

har ek sail-e-balā tere ghar ko jaatā hai

guman yahi hai ki dil KHud udhar ko jata hai

so shak ka faeda us ki nazar ko jata hai

haden wafa ki bhi aaKHir hawas se milti hain

ye rasta bhi idhar se udhar ko jata hai

ye dil ka dard to umron ka rog hai pyare

so jae bhi to pahar do pahar ko jata hai

ye haal hai ki kai raste hain pesh-e-nazar

magar KHayal teri rah-guzar ko jata hai

tu 'anwari' hai na 'ghaalib' to phir ye kyun hai 'faraaz'

har ek sail-e-bala tere ghar ko jata hai

RECITATIONS

Khalid Mubashshir

Khalid Mubashshir,

00:00/00:00
Khalid Mubashshir

guman yahi hai ki dil KHud udhar ko jata hai Khalid Mubashshir

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now