Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

galiyon mein aazar bahut hain ghar mein ji ghabraata hai

Rais Farogh

galiyon mein aazar bahut hain ghar mein ji ghabraata hai

Rais Farogh

galiyoñ meñ āzār bahut haiñ ghar meñ ghabrātā hai

hañgāme se sannāTe tak apnā haal tamāshā hai

bojhal āñkheñ kab tak āḳhir niiñd ke vaar bachā.eñgī

phir vahī sab kuchh dekhnā hogā sub.h se jo kuchh dekhā hai

dhuup musāfir chhāñv musāfir aa.e koī koī jaa.e

ghar meñ baiThā soch rahā huuñ āñgan hai rasta hai

aadhī umr ke pas-manzar meñ shāna-ba-shāna gām-ba-gām

hai ki terī parchhā.īñ hai maiñ huuñ ki merā saaya hai

ham sāhil sard havā meñ ḳhvāboñ se uljhe haiñ 'faroġh'

aur hamāre naam dariyā sahrā sahrā bahtā hai

galiyon mein aazar bahut hain ghar mein ji ghabraata hai

hangame se sannaTe tak apna haal tamasha hai

bojhal aankhen kab tak aaKHir nind ke war bachaengi

phir wahi sab kuchh dekhna hoga subh se jo kuchh dekha hai

dhup musafir chhanw musafir aae koi koi jae

ghar mein baiTha soch raha hun aangan hai ya rasta hai

aadhi umr ke pas-manzar mein shana-ba-shana gam-ba-gam

tu hai ki teri parchhain hai main hun ki mera saya hai

hum sahil ki sard hawa mein KHwabon se uljhe hain 'farogh'

aur hamare nam ka dariya sahra sahra bahta hai

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now