Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil ko rah rah ke intizar sa hai

Mahshar Inayati

dil ko rah rah ke intizar sa hai

Mahshar Inayati

dil ko rah rah ke intizār hai

kyā kisī samt kuchh ġhubār hai

dekh kar kashmakash manāzir

aañkh uThānā bhī nāgavār hai

zulf-e-gītī sañvārne vaale

sādgī meñ baḌā siñghār hai

ik unheñ dekho ik mujhe dekho

vaqt kitnā karishma-kār hai

jaane kyuuñ har fasāna-e-māzī

qissa-e-mausam-e-bahār hai

aap 'mahshar' se mil ke dekheñ to

aadmī vo bhī burdbār hai

dil ko rah rah ke intizar sa hai

kya kisi samt kuchh ghubar sa hai

dekh kar kashmakash manazir ki

aankh uThana bhi nagawar sa hai

zulf-e-giti sanwarne wale

sadgi mein baDa singhaar sa hai

ek unhen dekho ek mujhe dekho

waqt kitna karishma-kar sa hai

jaane kyun har fasana-e-mazi

qissa-e-mausam-e-bahaar sa hai

aap 'mahshar' se mil ke dekhen to

aadmi wo bhi burdbar sa hai

Source :
  • Book : Sahbaa-o-Saman (Pg. 75)
  • Edition : 1st 1979 IInd 2008
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now