Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhaDakti aag hai shoalon mein hath Dale kaun

Zeb Ghauri

bhaDakti aag hai shoalon mein hath Dale kaun

Zeb Ghauri

MORE BYZeb Ghauri

    bhaḌaktī aag hai sho.aloñ meñ haath Daale kaun

    bachā kyā hai mirī ḳhaak ko nikāle kaun

    dost hai to zabāñ se koī qarār na kar

    na jaane tujh ko kisī vaqt aazmā le kaun

    lahū meñ tairtā phirtā hai merā ḳhasta badan

    maiñ Duub jā.ūñ to zaḳhmoñ ko dekhe-bhāle kaun

    guhar lage the ḳhunuk uñgliyoñ ke zaḳhm mujhe

    ab is athāh samundar ko phir khañgāle kaun

    bhaDakti aag hai shoalon mein hath Dale kaun

    bacha hi kya hai meri KHak ko nikale kaun

    tu dost hai to zaban se koi qarar na kar

    na jaane tujh ko kisi waqt aazma le kaun

    lahu mein tairta phirta hai mera KHasta badan

    main Dub jaun to zaKHmon ko dekhe-bhaale kaun

    guhar lage the KHunuk ungliyon ke zaKHm mujhe

    ab is athah samundar ko phir khangale kaun

    RECITATIONS

    Javed Naseem

    Javed Naseem,

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Javed Naseem

    bha.Daktii aag hai sho.alo.n me.n haath Daale kaun Javed Naseem

    Nomaan Shauque

    bhaDakti aag hai shoalon mein hath Dale kaun Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque

    bhaDakti aag hai shoalon mein hath Dale kaun Nomaan Shauque

    Source :
    • Book : Zard Zarkhez (Pg. 88)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now