Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo jalwa tur par jo dikhaya na ja saka

Wasif Dehlvi

wo jalwa tur par jo dikhaya na ja saka

Wasif Dehlvi

vo jalva tuur par jo dikhāyā na sakā

āḳhir yahī huā ki chhupāyā na sakā

aate un ke dasht o jabal muskurā uThe

aise meñ apnā haal sunāyā na sakā

gardūñ bhī iztirāb-e-azīzāñ se hil gayā

so.e kuchh aise ham ki jagāyā na sakā

dāman ke daaġh ashk-e-nadāmat ne dho diye

lekin ye dil daaġh miTāyā na sakā

kitnī ghaTā.eñ aa.iiñ baras kar guzar ga.iiñ

shola hamāre dil bujhāyā na sakā

bāteñ hazār yuuñ to harīfoñ chhup ga.iiñ

'vāsif' raaz thā jo chhupāyā na sakā

wo jalwa tur par jo dikhaya na ja saka

aaKHir yahi hua ki chhupaya na ja saka

aate hi un ke dasht o jabal muskura uThe

aise mein apna haal sunaya na ja saka

gardun bhi iztirab-e-azizan se hil gaya

soe kuchh aise hum ki jagaya na ja saka

daman ke dagh ashk-e-nadamat ne dho diye

lekin ye dil ka dagh miTaya na ja saka

kitni ghaTaen aain baras kar guzar gain

shola hamare dil ka bujhaya na ja saka

baaten hazar yun to harifon ki chhup gain

'wasif' ka raaz tha jo chhupaya na ja saka

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

wo jalwa tur par jo dikhaya na ja saka Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now