Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pagal wahshi tanha tanha ujDa ujDa dikhta hun

Tarkash Pradeep

pagal wahshi tanha tanha ujDa ujDa dikhta hun

Tarkash Pradeep

pāgal vahshī tanhā tanhā ujḌā ujḌā dikhtā huuñ

kitne ā.īne badle haiñ maiñ vaise vaisā huuñ

phir se mujh ko pāgal-pan daura paḌne vaalā hai

phir se tumhārī yādoñ almārī khole baiThā huuñ

apne sivā na kisī ko kuchh bhī samjhā samjhūñgā shāyad

maiñ aise jiitī hai maiñ bhī aise jiitā huuñ

merā piñjra khol diyā hai tum bhī ajiib shikārī ho

apne par kaaT liye haiñ maiñ bhī ajiib parinda huuñ

mere yahāñ ik rasta mere apne andar jaatā hai

aur maiñ isī raste pe na chalne zid le kar baiThā huuñ

pagal wahshi tanha tanha ujDa ujDa dikhta hun

kitne aaine badle hain main waise ka waisa hun

phir se mujh ko pagal-pan ka daura paDne wala hai

phir se tumhaari yaadon ki almari khole baiTha hun

apne siwa na kisi ko kuchh bhi samjha samjhunga shayad

main aise hi jiti hai main bhi aise hi jita hun

mera pinjra khol diya hai tum bhi ajib shikari ho

apne hi par kaT liye hain main bhi ajib parinda hun

mere yahan ka ek rasta mere apne andar jata hai

aur main isi raste pe na chalne ki zid le kar baiTha hun

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Tarkash Pradeep

Tarkash Pradeep

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now