Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na nazar se koi guzar saka na hi dil se malba haTa saka

Ajmal Siddiqui

na nazar se koi guzar saka na hi dil se malba haTa saka

Ajmal Siddiqui

na nazar se koī guzar sakā na dil se malba haTā sakā

na vo dar bachā na vo ghar bachā tere ba.ad koī na aa sakā

na vo his kisī meñ na taab hai mirā ġham to ḳhair uThā.e kaun

vo jo misra ġham thā tarjumāñ koī us ko bhī na uThā sakā

kabhī ḳhauf thā tire hijr kabhī aarzū ke zavāl

rahā hijr-o-vasl ke darmiyāñ tujhe kho sakā na maiñ sakā

mire dil meñ tuḳhm-e-yaqīn rakh de lachak shāḳh-e-mizāj ko

vo chaman khilā mire bāġhbāñ jo chaman koī na khilā sakā

mire saath sū-e-junūn chal mire zaḳhm khā mirā raqs kar

mire sher paḌh ke milegā kyā patā paḌh ke ghar koī sakā?

jo likho ibārat-e-ishq tum to anā koī na pech ho

jo lab-e-davāt pe jhuk gayā vo qalam naqsh banā sakā

na nazar se koi guzar saka na hi dil se malba haTa saka

na wo dar bacha na wo ghar bacha tere baad koi na aa saka

na wo his kisi mein na tab hai mera gham to KHair uThae kaun

wo jo misra gham ka tha tarjuman koi us ko bhi na uTha saka

kabhi KHauf tha tere hijr ka kabhi aarzu ke zawal ka

raha hijr-o-wasl ke darmiyan tujhe kho saka na main pa saka

mere dil mein tuKHm-e-yaqin rakh de lachak tu shaKH-e-mizaj ko

wo chaman khila mere baghban jo chaman koi na khila saka

mere sath su-e-junun chal mere zaKHm kha mera raqs kar

mere sher paDh ke milega kya pata paDh ke ghar koi pa saka?

jo likho ibarat-e-ishq tum to ana ka koi na pech ho

jo lab-e-dawat pe jhuk gaya wo qalam hi naqsh bana saka

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now