Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi had bhi hai aaKHir imtihan ki

Amn Lakhnavi

koi had bhi hai aaKHir imtihan ki

Amn Lakhnavi

koī had bhī hai āḳhir imtihāñ

ilāhī ḳhair qalb-e-nā-tavāñ

ye hai ik mohr be-bāl-o-parī par

rihā.ī bhī rihā.ī hai kahāñ

ḳhizāñ vasvasa hai fasl-e-gul meñ

zarūrat hai bahār-e-be-ḳhizāñ

zamīñ par haiñ vo kuchh miTTī ke putle

ki jin meñ rif.ateñ haiñ āsmāñ

koi had bhi hai aaKHir imtihan ki

ilahi KHair qalb-e-na-tawan ki

ye hai ek mohr be-baal-o-pari par

rihai bhi rihai hai kahan ki

KHizan ka waswasa hai fasl-e-gul mein

zarurat hai bahaar-e-be-KHizan ki

zamin par hain wo kuchh miTTi ke putle

ki jin mein rifaten hain aasman ki

Source :
  • Book : Aazadi ke baad dehli men urdu gazal (Pg. 57)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now