Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaisa Dar ashkon ki naql-e-makani par

Ammar Yasir Migsi

kaisa Dar ashkon ki naql-e-makani par

Ammar Yasir Migsi

kaisā Dar ashkoñ naql-e-makānī par

hijr pahra hai āñkhoñ ke paanī par

us ko hañstā dekh ke phuul the hairat meñ

vo hañstī thī phūloñ hairānī par

chashme ke paanī jaisā shaffāf huuñ maiñ

daaġh koī dil meñ hai na peshānī par

girah lagā kar chādar Daalī misre

maiñ ne dūsre misre uryānī par

val-asr innal-insānā vird kiyā

vaar shahroñ raunaq vīrānī par

kaisa Dar ashkon ki naql-e-makani par

hijr ka pahra hai aankhon ke pani par

us ko hansta dekh ke phul the hairat mein

wo hansti thi phulon ki hairani par

chashme ke pani jaisa shaffaf hun main

dagh koi dil mein hai na peshani par

girah laga kar chadar Dali misre ki

main ne dusre misre ki uryani par

wal-asr innal-insana ka wird kiya

war di shahron ki raunaq virani par

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now