Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har ek pal ki udasi ko jaanta hai to aa

Ghulam Mohammad Qasir

har ek pal ki udasi ko jaanta hai to aa

Ghulam Mohammad Qasir

har ek pal udāsī ko jāntā hai to aa

mire vajūd ko dil se māntā hai to aa

vafā ke shahr meñ ab log jhuuT bolte haiñ

aa rahā hai magar sach ko māntā hai to aa

mire diye ne añdhere se dostī kar

mujhe apne ujāle meñ jāntā hai to aa

hayāt sirf tire motiyoñ naam nahīñ

diloñ bikhrī huī ḳhaak chhantā hai to aa

mere gaañv ke hisse chhāñv bhī le

magar badan pe kabhī dhuup tāntā hai to aa

har ek pal ki udasi ko jaanta hai to aa

mere wajud ko tu dil se manta hai to aa

wafa ke shahr mein ab log jhuT bolte hain

tu aa raha hai magar sach ko manta hai to aa

mere diye ne andhere se dosti kar li

mujhe tu apne ujale mein jaanta hai to aa

hayat sirf tere motiyon ka nam nahin

dilon ki bikhri hui KHak chhanta hai to aa

tu mere ganw ke hisse ki chhanw bhi le ja

magar badan pe kabhi dhup tanta hai to aa

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now