Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil mein hai talab aur dua aur tarah ki

Bushra Ejaz

dil mein hai talab aur dua aur tarah ki

Bushra Ejaz

dil meñ hai talab aur duā aur tarah

hai ḳhāk-nashīnī sazā aur tarah

jab raakh se uTThegā kabhī ishq sho.ala

phir pā.egī ye ḳhaak shifā aur tarah

jaate hue mausam to pahchān yahī hai

dastak meñ mujhe degā sadā aur tarah

hai hijr pairāya-e-fan aur tarah

aur vasl-kahānī hai zarā aur tarah

shab bhī hai vahī ham bhī vahī tum bhī vahī ho

hai ab ke magar apnī sazā aur tarah

dil mein hai talab aur dua aur tarah ki

hai KHak-nashini ki saza aur tarah ki

jab rakh se uTThega kabhi ishq ka shoala

phir paegi ye KHak shifa aur tarah ki

jate hue mausam ki to pahchan yahi hai

dastak mein mujhe dega sada aur tarah ki

hai hijr ka pairaya-e-fan aur tarah ka

aur wasl-kahani hai zara aur tarah ki

shab bhi hai wahi hum bhi wahi tum bhi wahi ho

hai ab ke magar apni saza aur tarah ki

Source :
  • Book : Tasteer (Pg. 297)
  • Author : Nasiir Ahmed Nasir
  • Publication : C-56,LDA Flats, Chanaab Block, Iqbaal Town, Lahore (Issue No. 9,10 July/August. 1999)
  • Edition : Issue No. 9,10 July/August. 1999
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now