Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

badan ke diwar-o-dar mein ek shai si mar gai hai

Musavvir Sabzwari

badan ke diwar-o-dar mein ek shai si mar gai hai

Musavvir Sabzwari

badan ke dīvār-o-dar meñ ik shai mar ga.ī hai

ajiib ḳhushbū udāsiyoñ bikhar ga.ī hai

jagāo mat riste ḳhvāboñ rat-jagī thakan ko

ki dhuup dālān se kabhī utar ga.ī hai

fasīl-e-sar ko bachā.e rakhtā hai vo abhī tak

zamīñ pastī to reshe reshe meñ bhar ga.ī hai

na TuuT kar itnā ham ko chāho ki ro paḌeñ ham

dabī dabā.ī choT ik ik ubhar ga.ī hai

vo raat jis meñ zavāl-e-jāñ ḳhatar nahīñ thā

vo raat gahre samundaroñ meñ utar ga.ī hai

badan ke diwar-o-dar mein ek shai si mar gai hai

ajib KHushbu udasiyon ki bikhar gai hai

jagao mat riste KHwabon ki rat-jagi thakan ko

ki dhup dalan se kabhi ki utar gai hai

fasil-e-sar ko bachae rakhta hai wo abhi tak

zamin ki pasti to reshe reshe mein bhar gai hai

na TuT kar itna hum ko chaho ki ro paDen hum

dabi dabai si choT ek ek ubhar gai hai

wo raat jis mein zawal-e-jaan ka KHatar nahin tha

wo raat gahre samundaron mein utar gai hai

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

badan ke diwar-o-dar mein ek shai si mar gai hai Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now