Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi KHushi ka mere dil ko etibar na de

Abida Karamat

kisi KHushi ka mere dil ko etibar na de

Abida Karamat

kisī ḳhushī mire dil ko e'tibār na de

jo e'tibār agar de to be-shumār na de

rasan ho ruuh ko aur paañv bane zanjīr

kisī nigāh ko ab mujh pe iḳhtiyār na de

amaañ meñ aa ke bhī jis maiñ be-amān rahūñ

kisī bhī aisī nazar mujhe hisār na de

maiñ tere fan go taḳhlīq-e-be-bahā sahī

de iftiḳhār mujhe zo'm-e-iftiḳhār na de

bhalā bahut hai mohabbat meñ dard-e-māyūsī

ḳhudā kisī ko kabhī zaḳhm-e-intizār na de

kisi KHushi ka mere dil ko e'tibar na de

jo e'tibar agar de to be-shumar na de

rasan ho ruh ko aur panw ki bane zanjir

kisi nigah ko ab mujh pe iKHtiyar na de

aman mein aa ke bhi jis ki main be-aman rahun

kisi bhi aisi nazar ka mujhe hisar na de

main tere fan ki go taKHliq-e-be-baha hi sahi

de iftiKHar mujhe zo'm-e-iftiKHar na de

bhala bahut hai mohabbat mein dard-e-mayusi

KHuda kisi ko kabhi zaKHm-e-intizar na de

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now