Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHak chhani na kisi dasht mein wahshat ki hai

Anjum Saleemi

KHak chhani na kisi dasht mein wahshat ki hai

Anjum Saleemi

MORE BYAnjum Saleemi

    ḳhaak chhānī na kisī dasht meñ vahshat hai

    maiñ ne ik shaḳhs se ujrat pe mohabbat hai

    ḳhud ko dhutkār diyā maiñ ne to is duniyā ne

    merī auqāt se baḌh kar mirī izzat hai

    meñ aatā hai mirī mujh se mulāqāt na ho

    baat milne nahīñ baat tabī.at hai

    ab bhī thoḌī mire dil meñ paḌī hai shāyad

    zard dhuup jo dīvār se ruḳhsat hai

    aaj bhar ke tujhe dekhā to mahsūs huā

    aañkh ne sūra-e-yūsuf tilāvat hai

    haal pūchhā hai mirā poñchhe haiñ aañsū mere

    shukriya tum ne mire dard meñ shirkat hai

    KHak chhani na kisi dasht mein wahshat ki hai

    main ne ek shaKHs se ujrat pe mohabbat ki hai

    KHud ko dhutkar diya main ne to is duniya ne

    meri auqat se baDh kar meri izzat ki hai

    ji mein aata hai meri mujh se mulaqat na ho

    baat milne ki nahin baat tabiat ki hai

    ab bhi thoDi si mere dil mein paDi hai shayad

    zard si dhup jo diwar se ruKHsat ki hai

    aaj ji bhar ke tujhe dekha to mahsus hua

    aankh ne sura-e-yusuf ki tilawat ki hai

    haal puchha hai mera ponchhe hain aansu mere

    shukriya tum ne mere dard mein shirkat ki hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    KHak chhani na kisi dasht mein wahshat ki hai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now