Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jhalakti hai meri aankhon mein bedari si koi

Ghulam Murtaza Rahi

jhalakti hai meri aankhon mein bedari si koi

Ghulam Murtaza Rahi

jhalaktī hai mirī āñkhoñ meñ bedārī koī

dabī hai jaise ḳhākistar meñ chingārī koī

taḌaptā tilmilātā rahtā huuñ dariyā mānind

paḌī hai zarb ehsāsāt par kaarī koī

na jaane qaid meñ huuñ hifāzat meñ kisī

khiñchī hai har taraf ik chaar dīvārī koī

kisī bhī moḌ se merā guzar mushkil nahīñ hai

mire pairoñ tale rahtī hai hamvārī koī

gumāñ hone lagā jab se mujhe qad-āvarī

chalā kartī hai mere paañv par aarī koī

kisī mahfil kisī tanhā.ī meñ ruknā hai mushkil

mujhe khīñche liye jaatī hai be-zārī koī

jhalakti hai meri aankhon mein bedari si koi

dabi hai jaise KHakistar mein chingari si koi

taDapta tilmilata rahta hun dariya ki manind

paDi hai zarb ehsasat par kari si koi

na jaane qaid mein hun ya hifazat mein kisi ki

khinchi hai har taraf ek chaar diwari si koi

kisi bhi moD se mera guzar mushkil nahin hai

mere pairon tale rahti hai hamwari si koi

guman hone laga jab se mujhe qad-awari ka

chala karti hai mere panw par aari si koi

kisi mahfil kisi tanhai mein rukna hai mushkil

mujhe khinche liye jati hai be-zari si koi

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now