Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq ki anjuman ki baat karen

Haidar Ali Jafri

ishq ki anjuman ki baat karen

Haidar Ali Jafri

ishq anjuman baat kareñ

phir kisī gul-badan baat kareñ

bhuul bhī jaa.eñ tīrgī-e-hayāt

muskurātī kiran baat kareñ

is jahāñ se ḳhizāñ daur gayā

lahlahāte chaman baat kareñ

kyā zarūrī hai jū-e-shīr baat

kyuuñ na gañg-o-jaman baat kareñ

surḳh āñchal meñ kasmasā.ī huī

sub.h is dulhan baat kareñ

sāthiyo gaao inqilābī giit

aao dār-o-rasan baat kareñ

ishq ki anjuman ki baat karen

phir kisi gul-badan ki baat karen

bhul bhi jaen tirgi-e-hayat

muskuraati kiran ki baat karen

is jahan se KHizan ka daur gaya

lahlahate chaman ki baat karen

kya zaruri hai ju-e-shir ki baat

kyun na gang-o-jaman ki baat karen

surKH aanchal mein kasmasai hui

subh ki is dulhan ki baat karen

sathiyo gao inqilabi git

aao dar-o-rasan ki baat karen

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now