Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

adalat mein kabhi kya morid-e-ilzam hote hain

Sada Ambalvi

adalat mein kabhi kya morid-e-ilzam hote hain

Sada Ambalvi

MORE BYSada Ambalvi

    adālat meñ kabhī kyā morid-e-ilzām hote haiñ

    vo ahl-e-shahr jin shah pe qatl-e-ām hote haiñ

    chaman meñ ḳhushk-sālī par hai ḳhush sayyād ki ab ḳhud

    parinde peT ḳhātir asīr-e-dām hote haiñ

    agar maqdūr ho in ko ḳharīdā bhī hai saktā

    ye jo in.aam hote haiñ jo ikrām hote haiñ

    jahāñ meñ jo ḳhalal hai hosh vāloñ badaulat hai

    ye be-ḳhud rind to bas muft meñ badnām hote haiñ

    sharīk-e-ġhārat-e-gulshan banā hai nāzim-e-gulshan

    siyāsat meñ 'sadā' aise karishme aam hote haiñ

    adalat mein kabhi kya morid-e-ilzam hote hain

    wo ahl-e-shahr jin ki shah pe qatl-e-am hote hain

    chaman mein KHushk-sali par hai KHush sayyaad ki ab KHud

    parinde peT ki KHatir asir-e-dam hote hain

    agar maqdur ho in ko KHarida bhi hai ja sakta

    ye jo inam hote hain ya jo ikram hote hain

    jahan mein jo KHalal hai hosh walon ki badaulat hai

    ye be-KHud rind to bas muft mein badnam hote hain

    sharik-e-ghaarat-e-gulshan bana hai nazim-e-gulshan

    siyasat mein 'sada' aise karishme aam hote hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now