Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye na socho kal kya ho

Meena Kumari Naz

ye na socho kal kya ho

Meena Kumari Naz

MORE BYMeena Kumari Naz

  ye na socho kal kyā ho

  kaun kahe is pal kyā ho

  rovo magar na rone do

  aisī bhī jal-thal kyā ho

  bahtī nadī ko bāñdhe bāñdh

  chullū meñ halchal kyā ho

  jiinā aamne sāmne

  maut meñ phir kas-bal kyā ho

  har chhan ho jab aas liye

  har chhan phir nirbal kyā ho

  kāñch ke TukḌe chune magar

  tujh vo be-kal kyā ho

  raat gar chup-chāp mile

  sub.h bhī phir chanchal kyā ho

  aaj aaj kahīñ agar

  kisī bhī kal kal kyā ho

  ye na socho kal kya ho

  kaun kahe is pal kya ho

  rowo magar na rone do

  aisi bhi jal-thal kya ho

  bahti nadi ko bandhe bandh

  chullu mein halchal kya ho

  jina aamne samne ka

  maut mein phir kas-bal kya ho

  har chhan ho jab aas liye

  har chhan phir nirbal kya ho

  kanch ke TukDe chune magar

  tujh sa wo be-kal kya ho

  raat hi gar chup-chap mile

  subh bhi phir chanchal kya ho

  aaj hi aaj ki kahin agar

  kisi ki bhi kal kal kya ho

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now