Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pyar kiya to Darna kya jab pyar kiya to Darna kya

Shakeel Badayuni

pyar kiya to Darna kya jab pyar kiya to Darna kya

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    pyaar kiyā to Darnā kyā jab pyaar kiyā to Darnā kyā

    pyaar kiyā koī chorī nahīñ chhup chhup aaheñ bharnā kyā

    aaj kaheñge dil fasāna jaan bhī le le chāhe zamāna

    maut vahī jo duniyā dekhe ghuT ghuT kar yuuñ marnā kyā

    un tamannā dil meñ rahegī sham' isī mahfil meñ rahegī

    'ishq meñ jiinā 'ishq meñ marnā aur hameñ ab karnā kyā

    chhup na sakegā 'ishq hamārā chāroñ taraf haiñ un nazāra

    parda nahīñ jab koī ḳhudā se bandoñ se parda karnā kyā

    pyar kiya to Darna kya jab pyar kiya to Darna kya

    pyar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya

    aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chahe zamana

    maut wahi jo duniya dekhe ghuT ghuT kar yun marna kya

    un ki tamanna dil mein rahegi sham' isi mahfil mein rahegi

    'ishq mein jina 'ishq mein marna aur hamein ab karna kya

    chhup na sakega 'ishq hamara chaaron taraf hain un ka nazara

    parda nahin jab koi KHuda se bandon se parda karna kya

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now