Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tanhai se hai sohbat din raat judai mein

Joshish Azimabadi

tanhai se hai sohbat din raat judai mein

Joshish Azimabadi

MORE BYJoshish Azimabadi

    tanhā.ī se hai sohbat din raat judā.ī meñ

    kyā ḳhuub guzartī hai auqāt judā.ī meñ

    ruḳhsat ho chalā thā tab dāman na tirā thāmā

    afsos ki malte haiñ ab haath judā.ī meñ

    kyā zikr hai aañsū zālim mirī āñkhoñ se

    ḳhūñ-nāb Tapke hai yak zaat judā.ī meñ

    jab vasl thā un rozoñ yak dil pe aafat thī

    ab jaan hai saudā haihāt judā.ī meñ

    ye nāla-o-zārī ye ḳhastagī o ḳhvārī

    jīdhar ko chalūñ 'joshish' haiñ saat judā.ī meñ

    tanhai se hai sohbat din raat judai mein

    kya KHub guzarti hai auqat judai mein

    ruKHsat ho chala tha tab daman na tera thama

    afsos ki malte hain ab hath judai mein

    kya zikr hai aansu ka zalim meri aankhon se

    KHun-nab hi Tapke hai yak zat judai mein

    jab wasl tha un rozon yak dil hi pe aafat thi

    ab jaan ka hai sauda haihat judai mein

    ye nala-o-zari ye KHastagi o KHwari

    jidhar ko chalun 'joshish' hain sat judai mein

    Source:

    Deewan-e-Joshish(Rekhta Website) (Pg. 193)

      • Edition: 1976
      • Publisher: Bihar Urdu Academy, Patna
      • Year of Publication: 1976

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now